T-Series Presents Latest Punjabi Song Of 2020 Bewafa Tera Masoom Chehra Song Lyrics In The Voice Of Rochak Kohli Feat. Jubin Nautiyal, Karan Mehra, Ihana Dhillion & Amardeep Phogat, The Music Is Composed By Rochak Kohli And Lyrics Of This New Song Is Put Together By Rashmi Virag.
Song Title: Bewafa Tera Masoom Chehra
Singer: Jubin Nautiyal
Music: Rochak Kohli
Lyrics: Rashmi Virag
Music Label: T-Series
Bewafa Tera Masoom Chehra Lyrics - Jubin Nautiyal
Woh Bhi Kya Din The Yaar
Tumhein Dekhkar Saari
Yaadein Taza Ho Gayi
Tumhare Gale Khanak
Aur Ayat Ki Payal Ki Chhanak
Poora Mohalla Goonj Uthta Tha
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Bhi Kar Liya
Chandani Raat Mein
Humne Taare Gine
Dil Laga Bhi Liya
Ishq Bhi Kar Liya
Chandani Raat Mein
Humne Taare Gine
Khwab Jaisa Koyi
Khwab Thi Zindagi
Neend Tooti Toh
Aaya Samajh Ye Humein
Raah Wo Jispe Main Chal Raha Tha
Uski Koyi Bhi Manjil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Khoobsurat Bahot Hai Tu Lekin
Dil Lagane Ke Kaabil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Ho Meri Yaadon Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Baarishein Teri Maujood Hai
Meri Yaadon Se Tu Aaj Tak Na Gaya
Aankh Mein Baarishein Teri Maujood Hai
Aaj Bhi Mehfilon Mein Tere Aur Mere
Naam Pehle Ki Tarah Hi Mash-Hoor Hai
Mere Barbaadiyon Ki Wajah Mein
Kehte Hai Ki Tu Shaamil Nahi Hai
Katal Baazar Mein Ho Chuka Hu
Phir Bhi Tu Mera Kaatil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Kabhi Is Ore Kabhi Us Ore
Chale Jaate Ho
Mohabbat Hamse Wafa Ghairon Se
Ye Hunar Kahan Se Laate Ho
Karvat Badal Leta Hu Main Aaj-Kal
Jo Kabhi Mere Khwabon Mein
Tum Chale Aate Ho
Jhoothi Wafayon Ki Jhoothi Kahani
Hai Tune Sunayi Mujhe
Mere Liye Toh Khuda Bhi Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Jhoothi Wafayon Ki Jhoothi Kahani
Hai Tune Sunayi Mujhe
Mere Liye Toh Khuda Bhi Tha Jhootha
Main Sach Maan Baitha Tujhe
Saare Ke Saare Zakham Hai Sambhale
Jo Tune Diye The Mujhe
Ab Dhadakta Hai Seene Mein Mere
Hai Wo Patthar Koyi Dil Nahi Hai
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Zindagi Bhar Jise Maine Chaha
Marke Bhi Mujhko Haasil Nahi Hai
Bewafa Tera Masoom Chehra
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Bhool Jaane Ke Kaabil Nahi Hai
Connect Us